ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online: बिहार बोर्ड इंटर पास ₹25000 स्कॉलरशिप शुरू, डायरेक्ट लिंक

On: 25/05/2026
Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online

Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online: Bihar Board Inter pass 2026 jo bhi chhatron mein chhatra hai pass kar liya hai aur scholarship prapt karna chahte hain toh un sabhi ko hum bata de ki Bihar Sarkar dwara 12th pass vidyarthiyon ke liye Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana+2 ko chal rahi hai. Medhasoft par aavedan karne ke liye adhikarik notification jari kar diya gaya hai jaane aavedan prakriya kab se shuru hogi.

Medhasoft Kanya Utthan Yojana 2026: Overviews

ArticleMedhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online
Yojana Nameमुख्मयंत्री कन्या उत्थान योजना +2
लाभ25 हजार रुपए 
लाभार्थीबिहार राज्य की 12वीं पास छात्राएं वर्ष 2026
Application Start25 मई 2026
Last DateJune 2026
Official Website https://medhasoft.bihar.gov.in/

Also Read –

Medhasoft Kanya Utthan Yojana 25000

Sarkar dwara ₹25000 ki rashi un chhatraon ko pradan karenge jinhone Inter pass first division se kar liya hai agar aap sabhi Medhasoft Kanya Utthan Yojana 2026 online aavedan karna chahte hain toh humne is post mein sampoorna jankari pradan kar diya hai kya aapke zaroori dastavez yogyata aur aavedan kaise karna hai sabhi badi hi aasan bhasha mein neeche diya gaya hai jise aap padhkar aavedan prakriya ko pura kar sakte hain.

Medhasoft Kanya Utthan Yojana 2026 योग्यता क्या होनी चाहिए

Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online apply karna chahte hain toh neeche diye gaye sabhi yogyata ke baare mein jaan sakte hain jo is prakar se diya gaya hai.

  • Bihar rajya ka mool niwasi hona chahiye.
  • Bihar Board se saal 2026 mein 12th kaksha pass ho.
  • Inter mein 1st, 2nd ya 3rd division aapne prapt kiya ho.

Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana 2026 दस्तावेज

Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online karne ke liye kya-kya zaroori dastavez hona chahiye jo neeche is prakar se hain.

  • 12th kaksha ki marksheet
  • Aadhar Card
  • Niwas praman patra
  • Jati praman patra
  • Aay praman patra
  • Agar divyang hai toh divyang praman patra
  • Bank khaata ka passbook
  • Passport size photo
  • Email ID
  • Mobile number ityadi.
Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online
Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online

Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Kaise Kare

Agar aap Medhasoft Kanya Utthan Yojana 2026 online aavedan karna chahte hain toh humne neeche sabhi step ko bata diya hai jise aapko dhyan poorvak sahi se follow karna hai jo is prakar se diya gaya hai.

  • Sabse pehle aapko adhikarik website ke https://medhasoft.bihar.gov.in/ home page par jaana hai.
  • Uske baad important link ke section mein student click here to apply vikalp par click karna hai.
  • Tab aapke samne naya page khulkar aa jayega.
  • Ab aapko wahan par diye gaye nirdesh ko padhkar sweekriti dete hue continue vikalp par click karna hai.
  • Tab aapke samne registration form khulkar aa jayega.
  • Ab aapko form mein poochhi gaye sabhi jankari ko sahi se bhar dena hai.
  • Iske baad hi aapko submit button par click kar dena hai.
  • Iske baad aapke login ID aur password prapt ho jayega.
  • Ab aap login page par jaakar ID password dalkar login karna hai.
  • Tab aapke samne application form khulkar aa jayega.
  • Aavedan patra mein poochhi gaye sabhi jankari ko sahi se bhar dena hai.
  • Iske baad ab aap sabhi ko sabhi dastavez ko upload karna hai.
  • Ant mein aapko submit button par click kar dena hai.
  • Iske baad aapko ek application raseed prapt hoga use print out karke apne paas rakhna hai.

Important Link

Apply OnlineClick Here
Join TelegramClick Here
Join WhatsAppClick Here
Official WebsiteClick Here

Bikash Pandit

Main ek shiksha premi aur blogger hoon, jise pichhle 6 varshon se shaikshanik kshetra (educational field) mein likhne aur chhatron ka margdarshan (guidance) karne ka anubhav hai. Mujhe Bihar Board ke students ki madad karne mein bahut khushi milti hai. Is website ka mukhya uddeshya (goal) 10th class ke students ko sahi samay par, ekdam sahi aur aasaan bhasha mein jaankari uplabdh karana hai—chahe woh exam ki dates hon, result updates hon, ya phir padhai ke liye zaroori tips. Mera manna hai ki sahi guidance milne par koi bhi student apni mehnat ka fal zaroor pa sakta hai.

Leave a Comment