Bihar Board Exam 2026 Date Sheet: Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti dwara navi aur dasvin ke saath-saath 12th kaksha ka bhi timahi pariksha ka karyakram jari kar diya hai. Aap sabhi vidyarthiyon ko bata de ki 23 June 2026 se 12th kaksha ki pariksha shuru ho jayegi aur wahi 9th aur 10th kaksha ki pariksha 26 June se shuru kar diya jayega.
Bihar Board Exam 2026 Date Sheet: Overviews
| Particulars | Details |
|---|---|
| Board | Bihar School Examination Board (BSEB) |
| Course | Class 9th 10th And 12th |
| Exam Date (9th, 10th) | 26 June 2026 |
| Exam Last Date (9th, 10th) | 28 June 2026 |
| Exam Date 12th | 23 June 2026 |
| Exam Last Date 12th | 30 June 2026 |
| Official Website | https://biharboardonline.com |
Also Read –
- Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply: इंटर पास छात्राओं को मिलेंगे ₹25,000 आवेदन की प्रक्रिया शुरू, यहाँ से करें अप्लाई! @medhasoft.bihar.gov.in
- Medhasoft Kanya Utthan Yojana Apply Online: बिहार बोर्ड इंटर पास ₹25000 स्कॉलरशिप शुरू, डायरेक्ट लिंक
- Bihar Board Class 10 Scholarship 2026 Kab Aayega: बिहार सरकार द्वारा 10वीं पास का स्कॉलरशिप कब आयेगा, डायरेक्ट लिंक @bseb10thresult.org
- Bihar Board 10th Scholarship 2026 Apply Online: बिहार बोर्ड 10वीं पास छात्र खुश! ₹10,000 स्कॉलरशिप के लिए आवेदन शुरू, यहाँ देखें पूरी प्रक्रिया। @bseb10thresult.org
- Bihar Board Exam 2026 Date Sheet Class 9th 10th 12th की तिमाही परीक्षा का टाइमटेबल जारी, यहाँ से डाउनलोड करें
Bihar Board Exam 2026 Date Sheet Class 9th 10th 12th
Vidyarthiyon ka timahi pariksha ka routine jari kar diya gaya hai. Bihar Board Pariksha Samiti ne sabhi jilon ko nirdesh de diya hai ki high school aur plus tu school se namankit chhatron ki suchi sarita ke anusar vargikrit karke dein.
Bihar Board 10th 9th Quarterly Exam Date 2026 Time Table
9th kaksha aur 10th kaksha ki timahi pariksha 26 June 2026 se lekar 28 June 2026 tak aayojit ki jayegi. Timahi pariksha ko do pali mein aayojit ki jayegi. Pehli pali ki pariksha subah 9:30 se lekar dopahar 12:45 tak hogi aur dusri pali ki pariksha dopahar 2:00 baje se lekar 5:15 tak li jayegi.
| Date | First Shift | Second Shift |
|---|---|---|
| 26 June | Mother tongue | Second Indian Language |
| 27 June | Science, music | Social Science |
| 28 June | Home Science | English |
Bihar Board Class 12 Quarterly Exam Routine 2026
12th ki pariksha 23 June 2026 se shuru hogi aur iski antim tithi 30 June 2026 tak chalegi. Yeh pariksha aapko do pali mein tay kiya gaya hai jo pehli pali subah 9:30 se shuru hogi aur dopahar 12:45 tak pariksha hogi aur dusri pali dopahar 2:00 baje se shuru hogi aur shaam 5:15 baje tak pariksha li jayegi.
| Date | First Shift | Second Shift |
|---|---|---|
| 23 June | Physics, Entrepreneurship, Philosophy | Chemistry, Accountancy, Political Science |
| 24 June | Mathematic | Biology, Business Studies, Geography |
| 26 June | Language topics | Language is a compulsory subject |
| 27 June | Agriculture, Economics, History, Home Science | Sociology, Music |

Jo bhi chhatron mein chhatra hai abhi tak apna timahi pariksha ka routine yaani ki data sheet agar nahi dekha ya download nahi kiya hai toh aap is post ko dekh sakte hain pure vistar roop se diya gaya hai aur zyada se zyada is post ko apne doston ke saath bhi share kar dein.
Important Link
| Exam Routine | Click Here |
| Join WhatsApp | Click Here |
| Join Telegram | Click Here |
| Official website | Click Here |







