ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Bihar Board Class 11th Admission Date 2026: इंटर एडमिशन 2026 मेरिट लिस्ट 1st, 2nd, 3rd यहाँ से डाउनलोड करो अभी @ofssbihar.net

On: 19/05/2026
Bihar Board Class 11th Admission Date 2026

Bihar Board Class 11th Admission Date 2026: Inter mein pravesh 2026 se 2028 ke liye ofssbihar.net online aavedan aap sabhi ne kiya hi hai kyunki iski aavedan prakriya ki antim tithi 18 May 2026 tak tay kiya gaya tha jiska aavedan shulk ₹350 rakha gaya tha is post se judi baaki sabhi jankari humne neeche vistar roop se bata diya hai aap padh kar sabhi jankari prapt kar sakte hain.

Bihar Board Class 11th Admission Date 2026: Overviews

ParticularsDetails
BoardBihar School Examination Board (BSEB)
Admission SystemOnline Facilitation System for Students (OFSS)
CourseClass 11th (Intermediate) 2026-28
StreamsScience, Arts, Commerce, Agriculture, Vocational
Application Start Date8 April 2026
Last Admission Date18 May 2026
1st Merit List5 May 2026
2nd Merit ListComing Soon
Application Fee₹350/- (for all categories)
Selection ProcessMerit List Based
Official Websiteofssbihar.net

Also Read –

11th online Admission 2026 Bihar Board

Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti satra 2026 28 ke liye aavedan ki prakriya ke taht kaksha 11th mein namankan le sakte hain. Aap sabhi ko bata de ki aavedan karne ki prakriya 8 April 2026 se shuru kiya gaya tha jiski antim tithi 18 May 2026 rakha gaya tha jisme sabhi vidyarthiyon ne aavedan kar diya hai.

BSEB, CBSE, ICSE ya kisi bhi manyata prapt board se agar aap sabhi ne matric pass kar liya hai aur aap sabhi Bihar Board ke madhyam se kaksha 11th mein namankan prapt karna chahte hain toh aap sabhi vidyarthiyon ne aavedan patra adhikarik website ofssbihar.net ke madhyam se form jama kar diye honge.

Bihar Board 11th Admission 2026 Last Date

EventDate
Application Start Date8 April 2026
Last Date18 April 2026
Last Date Admission18 May 2026
Merit List Release2nd To be announced
Admission ProcessAfter merit list

Bihar Board Class 11th Admission 2026 Application Fees

Ofss Bihar Intermediate mein namankan 2026 mein lena chahte hain toh aap sabhi ko aavedan karne ke liye sabhi shreni ke chhatra jaise ki samanya, OBC, EWS, SC, ST varg ke chhatron ko ₹350 ka aavedan shulk dena hoga online ke madhyam se bhugtan karna hoga jaise ki debit card, credit card, UPI, net banking ke madhyam se aasani se aavedan shulk ka bhugtan kar sakte hain.

Inter Admission 2026 Bihar Board Documents

  • Kaksha 10th ki marksheet aur admit card
  • Aadhar Card
  • Passport aakar ki tasveer
  • Hastakshar
  • Jati praman patra (yadi lagu ho)
  • Mobile number aur email ID
  • Ofss Intimation Letter

OFSS Bihar 11th Admission 2026 Merit List

Inter pravesh 2026 ki chayan prakriya puri tarah se aapki yogyata ke aadhar par hoga BSEB kaksha 10th ke ank ke prathmikta ke aadhar par koi bhi merit list ki suchi jari karegi usme aap sabhi ko merit list ki suchi mein apna naam dekhna hai suchna patra ko download karna hoga aur pravesh ki pushti ke liye mool dastavez bhi lekar apne college mein jaana hoga.

Bihar Board 11th Admission 1st Merit List 2026-28

Bihar Board Pariksha Samiti dwara pehli merit list ko 5 May 2026 ko jari kar diya gaya tha jiske baad aavedan karne ki prakriya bhi shuru ho gayi thi ab aavedan karne ki antim tithi 18 May 2026 tak tay kiya gaya hai. Jiska bhi pratham suchi mein naam tha ummeed hai ki sabhi vidyarthiyon ne apna namankan kar liya hoga.

Bihar Board Class 11th Admission Date 2026
Bihar Board Class 11th Admission Date 2026

Bihar Board 11th Admission 2nd Merit List 2026-28

BSEB BOARD ke dwara ab dusri merit list 2026 ko jald hi jari kar di jayegi kyunki pehli merit list ke namankan prakriya puri tarah se khatm ho chuki hai aur dusri merit list ko jari ki jayegi aane wale ek hafte mein dusri merit list ko jari kar diya jayega.

Bihar Board Inter Admission 2026 ka Form Kaise Bhare

Bihar Board mein 11th kaksha mein pravesh lena chahte hain toh aavedan karne ki prakriya humne neeche vistar roop se bata diya hai jise aap follow kar sakte hain.

  • Sabse pehle adhikarik website ofssbihar.net par jaana hoga.
  • Iske baad aapko Intermediate pravesh 2026 28 vikalp par click karna hai.
  • Ab aapke mobile number email ID ka upyog karke panjikaran pura karna hai.
  • Form ko puri tarah se aapko sahi se dhyan poorvak bharna hai.
  • Ab aap sabhi chhatra ji bhi college mein namankan lena chahte hain wahan par kam se kam 20 college aur apna subject ka chayan karenge.
  • Ab aap zaroori dastavez ko upload kar denge.
  • Uske baad aap sabhi ko aavedan shulk bhugtan online karna hai.
  • Form jama hone ke baad printout nikalkar apne paas rakh lena hai kyunki namankan karte samay aapko zaroorat padegi.

Bihar Board Class 11th Admission 2026 Link

Apply OnlineClick Here
1st Merit List DownloadClick Here
2nd Merit List DownloadClick Here
Join WhatsApp Click Here
Join Telegram Click Here
Official website Click Here

Bikash Pandit

Main ek shiksha premi aur blogger hoon, jise pichhle 6 varshon se shaikshanik kshetra (educational field) mein likhne aur chhatron ka margdarshan (guidance) karne ka anubhav hai. Mujhe Bihar Board ke students ki madad karne mein bahut khushi milti hai. Is website ka mukhya uddeshya (goal) 10th class ke students ko sahi samay par, ekdam sahi aur aasaan bhasha mein jaankari uplabdh karana hai—chahe woh exam ki dates hon, result updates hon, ya phir padhai ke liye zaroori tips. Mera manna hai ki sahi guidance milne par koi bhi student apni mehnat ka fal zaroor pa sakta hai.

Leave a Comment