ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply: इंटर पास छात्राओं को मिलेंगे ₹25,000 आवेदन की प्रक्रिया शुरू, यहाँ से करें अप्लाई! @medhasoft.bihar.gov.in

On: 16/05/2026
Bihar Board 12th Scholarship 2026

Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply: Bihar Sarkar dwara Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana ke madhyam se ₹25000 ki scholarship rashi chhatra evam chhatrayon ko milne wala hai jiske liye aapko online aavedan prakriya ko pura karna hoga. Shiksha vibhag dwara iski manjoori de di gayi hai. Medhasoft bihar Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana ke taht scholarship ka laabh lena chahte hain toh is post ko shuru se lekar ant tak zaroor padhiye humne saari jankari vistar roop se de diya hai.

Bihar Board 12th Scholarship 2026: Overviews

Name Of BoardBihar School Examination Board,BSEB
Name Of ArticleBihar Board 12th Scholarship 2026 Apply
CategoryScholarship
Session2024-26
Apply ModeOnline
Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply Date25 May 2026
Bihar Board 12th Scholarship 2026 Lase Date June 2026 
Official Websitemedhasoft.bihar.gov.in

Bihar Board 12th Scholarship 2026 Kab Aayega

Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti (BSEB) ke dwara aapne 12th kaksha varshik pariksha 2026 ko safal poorvak pass kar liya hai toh aap is scholarship ko lekar intezar kar rahe honge toh aapko bata de ki Board dwara Inter scholarship aavedan prakriya 25 May 2026 se shuru kar di jayegi jiski adhikarik ghoshna kar di gayi hai. Aap kisi bhi update aur jankari ke liye hamesha type karein BSEB10thresult.com sabhi update sabse pehle milenge.

Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply: Kya-kya patrata

Inter scholarship 2026 ke liye aavedan karna chahte hain toh mukhya roop se kya-kya patrata hone ki aavashyakta hai scholarship ka laabh lene ke kya-kya hona chahiye nimnalikhit roop se diya gaya hai.

  • Aavedak Bihar rajya ka niwasi hona chahiye.
  • Bihar Board ke madhyam se Inter varshik pariksha 2026 mein safal hona chahiye.
  • Chhatra avivahit honi chahiye.
  • Inter scholarship 2026 ka laabh sabhi varg ke ladkiyon ko milne wala hai.

Bihar Board 12th Scholarship 2026 Documents

Bihar Board Inter scholarship mein aavedan karne ke liye kya-kya dastavez ki aavashyakta hogi humne neeche aavashyak dastavez ka list de diya hai dekh sakte hain.

  • आधार कार्ड
  • इंटरमीडिएट मार्कशीट
  • बैंक पासबुक
  • पासपोर्ट साइज फोटो
  • निवास प्रमाण पत्र
  • जाति प्रमाण पत्र
  • आय प्रमाण पत्र
Bihar Board 12th Scholarship 2026
Bihar Board 12th Scholarship 2026

Bihar Board 12th Scholarship 2026 DBT ON/OFF

Bihar Sarkar dwara Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana ka laabh lena chahte hain toh aap sabhi vidyarthiyon ko bata de ki scholarship ki rashi seedhe aapke bank khaate mein aayegi. Aap sabhi vidyarthi yeh pata karein ki aapke bank khaate mein DBT yaani ki (Direct Bank Transfer) ACTIVE hai ya nahi, agar aapka DBT on nahi hoga toh aapke scholarship rashi aapke bank khaata tak nahi pahunch payegi isliye jald se jald aap bank khaate mein apna DBT ko on kar dein.

Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply Kaise Kare

Bihar Board kaksha 12th pass scholarship 2026 ke aavedan karne ke liye neeche diye gaye sabhi step ko follow karna hoga aavedan karne ki prakriya behad hi aasan hai jo nimnalikhit roop se diya gaya hai.

  • Bihar Board Inter scholarship aavedan karne ke liye adhikarik website par jaana hoga.
  • Uske baad aapko apply 12th scholarship 2026 par click kar dena hai.
  • Iske baad ab aap apna registration kar sakte hain.
  • Form bharne ke baad sabhi mahatvapurna dastavez ko upload kar dena hai.
  • Sabhi jankari puri tarah se check karne ke baad finalize button par click kar dena hai.

Iske baad aapka aavedan patra shiksha vibhag ke paas chala jayega aur sabhi jankari department ki taraf se check hone ke baad aapke khaate mein scholarship ki rashi mil jayegi.

Important Link

Bihar Board 12th Pass Scholarship 2026 Apply OnlineClick Here
Join TelegramClick Here
Join WhatsApp Click Here
Official Website Click Here

Bikash Pandit

Main ek shiksha premi aur blogger hoon, jise pichhle 6 varshon se shaikshanik kshetra (educational field) mein likhne aur chhatron ka margdarshan (guidance) karne ka anubhav hai. Mujhe Bihar Board ke students ki madad karne mein bahut khushi milti hai. Is website ka mukhya uddeshya (goal) 10th class ke students ko sahi samay par, ekdam sahi aur aasaan bhasha mein jaankari uplabdh karana hai—chahe woh exam ki dates hon, result updates hon, ya phir padhai ke liye zaroori tips. Mera manna hai ki sahi guidance milne par koi bhi student apni mehnat ka fal zaroor pa sakta hai.

Leave a Comment