Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026 Out Link: Bihar Board se jo bhi dasvin kaksha pass kar liya hai aur apne result ko dekh chuka hai lekin woh apne result se asantusht hai jiske karan apne copy ko rechecking karne ke liye diya tha un sabhi ka intezar ab khatm ho chuka hai kyunki Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026 ko jari kar diya gaya hai.
Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026 ko check evam download karne ke liye is post ko shuru se lekar ant tak padhna hoga humne aapko is post ke madhyam se result ko kaise check kar sakte hain uski saari prakriya ki jankari neeche vistar roop se de diya hai jisse aap aasani se download kar payenge.
Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026: Overviews
| Board | Bihar School Examination Board, Patna (BSEB) |
| Article name | Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026 |
| कक्षा | 10वीं |
| आवेदन शुरू होने की तिथि | 25 मार्च 2026 |
| आवेदन करने की अंतिम तिथि | 07 अप्रैल 2026 |
| रिजल्ट के जारी होने की तिथि | 15 मई 2026 |
| आधिकारिक वेबसाइट | https://biharboardonline.com/ |
Also Read –
- Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply: इंटर पास छात्राओं को मिलेंगे ₹25,000 आवेदन की प्रक्रिया शुरू, यहाँ से करें अप्लाई! @medhasoft.bihar.gov.in
- Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026 Out Link: स्क्रूटिनी रिजल्ट जारी ऐसे Check करें
- Bihar Board 10th Scholarship 2026 Apply Online: बिहार बोर्ड 10वीं पास छात्र खुश! ₹10,000 स्कॉलरशिप के लिए आवेदन शुरू, यहाँ देखें पूरी प्रक्रिया। @bseb10thresult.org
- Bihar Board 11th First Merit List 2026 Download: जारी हुआ, कक्षा 11वीं 1st मेरिट यहाँ डाउनलोड करें @ofssbihar.net
- Ofss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026: 11वीं की दूसरा मेरिट लिस्ट को यहाँ से डाउनलोड करें, डायरेक्ट लिंक @ofssbihar.net
Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026
BSEB matric scrutiny result ko jari kar diya gaya hai jo bhi chhatra evam chhatra kisi bhi vishay mein kam number milne par unhone is scrutiny ka aavedan kiya tha un sabhi ka result ab adhikari ki website par update kar diya gaya hai. Aap sabhi chhatra evam chhatrayein ko bata de ki 14 May 2026 ko aap sabhi ke result ko jari kar diya hai aap sabhi apne result ko jaakar check kar sakte hain.
Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026: कॉपी की जाँच करते समय क्या हो सकता है?
Jo bhi vidyarthi apne copy ki jaanch karwaye the un sabhi ko bata de ki unko nimnalikhit roop se kis-kis cheez ki jaanch ki jaati hai.
- Copy mein koi prashn chhota toh nahi hai.
- Number jodne mein kisi bhi prakar ki galti toh nahi hui hai.
- Sahi uttar ka ank diya gaya hai ya nahi.
- Agar koi galti pai jaati hai tab chhatron ka ank mein sudhar kiya ja sakta hai.

BSEB Board 10th Scrutiny Result 2026: स्क्रुटनी के रिजल्ट में क्या बदलाव होते है?
Bihar Board scrutiny result 2026 ke result aane ke baad chhatron ke parinam mein nimnalikhit roop se badlav dekhne ko mil sakta hai.
- Ank badh sakta hai
- Ank ghat sakta hai ya
- Ank saman bhi rah sakta hai.
- Isliye aap sabhi chhatron ko dhyan rahe ki is scrutiny keval jaanch prakriya hi nahi hai balki aapko yeh bhi dhyan rakhna hoga ki aapka number badh jaye yeh zaroori nahi hota hai uske badle aapke saath ulta bhi kahi ho sakta hai.
Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026 Kaise Check Kare
Bihar Board 10th scrutiny result ko check karna chahte hain toh sabse pehle aapko neeche diye gaye sabhi steps ko dhyanpurvak follow karna padega jo neeche diya gaya hai.
- Sabse pehle aapko result dekhne ke liye adhikarik website par jaana hai.
- Uske baad home page par aapko scrutiny result 2026 par click karna hai.
- Iske baad aapke samne ek page khulkar aa jayega.
- Ab aapko wahan par roll number, roll code aur password daal dena hai.
- Uske baad aapko login button par click karna hoga.
- Iske baad aap aasani se apne result ko dekh payenge.
- Chahe aap dusre link par click karke direct aap dekh sakte hain se aapke number badhe hain ya ghate hain.
Bihar Board 10th Scrutiny Result 2026 Link
| Scrutiny Result | Click Here |
| 10th Result | Click Here |
| Join WhatsApp | Click Here |
| Join Telegram | Click Here |
| Official website | Click Here |



