ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Ofss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026: 11वीं की दूसरा मेरिट लिस्ट को यहाँ से डाउनलोड करें, डायरेक्ट लिंक @ofssbihar.net

On: 16/05/2026
Ofss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026

Ofss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026: Jo bhi chhatra evam chhatra 11th kaksha mein namankan karna chahte hain toh un sabhi ko bata de ki Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti dwara haal hi mein pehli merit list ko jari kar diya hai jiska namankan bhi pura ho chuka hai. Ab dusri merit list ko lekar lakhon vidyarthi intezar kar rahe hain iski sabhi jankari neeche humne vistar roop se de diya hai jise aap padh kar jankari prapt kar sakte hain.

Bihar Board 11th Admission Merit List: Overview

Name Of BoardBihar School Examination Board,BSEB
Name Of ArticleOfss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026
Category2nd merit list
Session2026-28
+2 School/ College 10,010
Second merit list Realese Date 2026Soon
Bihar Board 11th Admission Last Date 2026June 2026
Official Websiteofssbihar.net

Also Read –

Ofss Bihar 11th Admission 2026 Official Website

OFSS BSEB BOARD ki taraf se bahut hi jald ab dusri merit list ko jari kar di jayegi iske baad aap sabhi Bihar Board kaksha 11th mein apna namankan aasani se kar payenge ise aap kaise check kar sakte hain kaun-kaun se document lagne wale hain yeh sabhi jankari aapko isi post mein mil jayegi.

Ofss Bihar 11th 1nd Merit List 2026

Bihar Board ke taraf se ekrahvin mein admission karane ke liye aavedan karne ki prakriya 8 April se lekar 25 April 2026 tak rakha gaya tha jisme aap sabhi online ke madhyam se aavedan kar sakte the iske baad Bihar Board Pariksha Samiti dwara first merit list 2026 ko jari kar diya gaya hai adhikarik taur par Bihar Board dwara 5 May 2026 ko jari kiya gaya tha.

Ofss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026
Ofss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026

Bihar Board 11th First Merit List 2026: Documents

Jo bhi vidyarthi Inter mein namankan kar rahe hain woh sabhi neeche diye gaye zaroori dastavez apne saath zaroor lekar jayein.

  • 10वीं का मार्कशीट
  • आधार कार्ड
  • स्कूल छोड़ने का प्रमाण पत्र (SLC)
  • पासपोर्ट साइज का फोटो
  • जाति प्रमाण पत्र
  • Ofss Intimation Letter
  • नामांकन करने के लिया अपना सभी दस्तावेजों लेकर जाये।

Ofss Bihar Board 11th 2nd Merit List 2026 kab aayegi

Aap sabhi ko bata de ki Bihar Board dwara second merit list ko isi hafte jari karne ki ummeed jatai ja rahi hai. Bihar Board Pariksha Samiti dwara jald hi adhikarik suchna jari kar di jayegi iske baad aap sabhi aasani se second merit list ko download kar payenge.

Admission Start08 April 2026
Admission Last Date25 April 2026
1st Merit List 05 May 2026
2nd Merit ListNext Week
3rd Merit ListJune 2026
स्कूल में एडमिशन प्रक्रियाशुरू हो चुकी है (Admission Started)

BSEB Board 11th 2nd Merit List 2026 Download ya check kaise kare

Aap apne second merit list ko kaise download kar sakte hain humne neeche bilkul aasan tarika mein sabhi jankari ko bata diya hai jise aap follow kar sakte hain.

  • Sabse pehle aapko https://www.ofssbihar.net/ adhikarik website par jaana hoga.
  • Uske baad aapko home page par ekrahvin dwitiya merit list par click karna hai.
  • Iske baad aapke samne login page khulkar aayega.
  • Ab aap barcode number ya application number aur mobile number darj karein.
  • Uske baad aapko captcha dalkar print button par click kar dena hai.
  • Tab aapka aasani se intimation letter download ho jayega.
  • Aapko intimation letter mein school college ke naam dekhne ko mil jayega jisse aap aasani se namankan kar payenge.

Ofss Bihar 11th 2nd Merit List 2026 Download Kaise Kare

Bihar Board second merit list ko download karne ke liye ek dusra bhi tarika hai jisse aap aasani se download kar payenge neeche diye gaye step ko follow kijiye.

  • Sabse pehle aapko https://www.ofssbihar.net/ adhikarik website par aa jaana hai.
  • Iske baad aap home page par student login par click karna hai.
  • Tab aapke samne login page khulkar aa jayega.
  • Ab aap yahan par mobile number password aur captcha dalkar login karna hai.
  • Ab aapne samne aapka dashboard khulkar aa jayega.
  • Wahan par aapko download intimation vikalp par click karna hai.
  • Iske baad aapke samne aapka intimation letter show ho jayega jise aap download kar payenge.
  • Letter mein aapko school ka naam ya college ka naam dekhne ko mil jayega wahan par aap aasani se namankan kar payenge.

Important Link

2nd Merit List DownloadClick Here
1st Merit List DownloadClick Here
Join WhatsAppClick Here
Join TelegramClick Here
Official websiteClick Here

Bikash Pandit

Main ek shiksha premi aur blogger hoon, jise pichhle 6 varshon se shaikshanik kshetra (educational field) mein likhne aur chhatron ka margdarshan (guidance) karne ka anubhav hai. Mujhe Bihar Board ke students ki madad karne mein bahut khushi milti hai. Is website ka mukhya uddeshya (goal) 10th class ke students ko sahi samay par, ekdam sahi aur aasaan bhasha mein jaankari uplabdh karana hai—chahe woh exam ki dates hon, result updates hon, ya phir padhai ke liye zaroori tips. Mera manna hai ki sahi guidance milne par koi bhi student apni mehnat ka fal zaroor pa sakta hai.

Leave a Comment